How plastic is made in hindi
Answers
Answered by
25
Plastic ek Carbonize padaarth hai . Plastic banane mai koyla , prakaritik gas aur Cellulose prayog mai laaye jaate hai .Bahut hi adhik paat aur daab ke saath gram kanre par ye apni isithi badal leta hai aur naaye roop mai aa jata hai . kahi kahi namak aur crude oil bhi milaya jaata hai . Jab crude oil ko bahaut garam kiya jaat hai to wo polymers mai toot jaat ahai aur aur chote chote molecule ban jaate hai aur plastic ka nirman hota hai .
Similar questions