how to differentiate between yamak and shlaesh alankar ? in both cases there is repetetion of words with different meaning , pl tell a easy way to differentiate btwn bth
Answers
Answered by
0
Yamak Alankar me Shabdo ki Avritti (repeatation) hota hai. Jaise : Kali Ghata ka Ghamand Ghata. Is me Ghata shabd ki avritti ho rahi hai lekin 1st ghata ka matlab ho raha hai Badal ☁ aur 2nd ghata ka matlab ho raha hai kam ho jana.
Shalesh alankar me shabd ek rahega aur uske do matlab niklege par sentence k hisab se dono matlab sahi hoge. Jaise: Madan ko dekh pat det bar bar. Yaha par pat ka do matlab ho raha hai :- 1st Kapra 2nd Darwaza.
Hope that it helped you :-)

Similar questions