i want a 2 minute speech on samaj seva
Answers
Answered by
20
samajseva ek aesa karya hai jisse humare man ko shaanti milti hai. hum bhale hi kitne ameer kyun na ho lekin jo sukh humein doosron ki seva ya samaaj seva karne me milta hai wo sukh saare sukhon se alag hota humein log apna aashirwad aur duaein dete hain . wahi ek sachha sukh hota hai . Mahatma Gandhi ko aaj kaun nhin jaanta hai??? unhe unki pahchaan samaj ki seva karna ke kaaran mili hai . MOTHER TEREASA jo logon ki itni seva karti thin tabhi wo aaj amar hain ... samajseva mein hi sachha sukh hai .. iss duniya me to sabhi aate hain aur chale jaate hain lekin kuch hi log aese hai jinke jaane ke baad bhi hum unhe yaad karte hain jaise MAHATMA GANDHI, PANDIT JAWAHAR LAAL NEHRU aai.. isliye humein kuch aesa karna chahiye jisse hum hamesha amar rah sakein ,, aur ye hum logon ki seva karke hi paa sakte hain.. isliye humein doosron ki seva karni chahiye agar seva na ho sake to kuch paison ki madad hi kar deni chahiye
fatti:
thankzz sis
समाजसेवा का वर्तमान स्वरूप निम्नलिखित जनतांत्रिक मूल्यों के आधार पर निर्मित हुआ
(1) वैयक्तिक समाजसेवा - इस प्रक्रिया के माध्यम से एक व्यक्ति दूसरे व्यक्ति की सहायता वर्तमान सामाजिक परिस्थितियों में उत्पन्न उसकी कतिपय समस्याओं के समाधान के लिए करता है जिसमें वह समाज द्वारा स्वीकार्य संतोषपूर्ण जीवन व्यतीत कर सके।
Similar questions