Hindi, asked by Skn, 1 year ago

I want a debate in favour of the topic " प्रचार है तो व्यापार है" in Hindi....
Its urgent..

Answers

Answered by Anonymous
1
aaj ke zamane main nayi nayi takneeki uplabdhiyon aur internet ke karan humein kai kaamon main aasani ho gyi hai.wahi iska ek dush parinaam yeh hai k  aajkal logon ko har cheez ka prchar karne ki aadat ho gyi hai.chahe vo parlor jaayein ya market per har koi apni selfie kheench ker facebook instra gram ya wattsap per daal deta hai.jab aam log aisa kar rahe hai n to bade bade vyapari badi badi companiyaan kaise piche rahein.bade vyapaari bhi apne saman ke prachar k liye inhi sab websites ka sahara lete hain.
kyuki facebook jaise websites assi pratishat log dekhte hain to unpe aane wale vigyapan ya news wagehra sabhi log dekhte hain aur yadi unhe uchit lagta hai to online hi cheezein khareedte bhi hain.isiliye aajkal amazon aur flipkart jaise online vyapar phal phool rahe hain.log internet ke madhyam se ab kharidaari karne lage hain.isiliye unhe bazar nhio jaana padta.insabka nuksaan aam dukandaron ko ho raha hai kyuki chote dukaandar ya anpadh aur gareeb thelewale internet per vigyapan nhi de payenge kyunki unka utna budget hi nhi hota aur na hi unhe insab cheezon ka gyaan hai.
isiliye aajkal yeh kaha ja sakta hai k prachar hai to vyapar hai

Skn: Tysm..
Similar questions