i want a kabirdas doha in hindi along with its vyakhya/meaning .please keep in mind that the meaning should be long enough for about 80-100 words
Reba000:
2 line Doha or 4 lines
Answers
Answered by
2
meaning:
kabir kehte hain anyaan ke purdheh ko hata, anyaan dhoor hote hi tuje tere pree(ya)tham ke dharshan honge | vah swamy prathyek sharer mein rahta hain athaha kaduveeng bathein math bol | apni dhan-sampathi , yowan aadhi ke kaaran ahankar na karna , yah sampathi aur tera yah panch bhothik sharer sab jhoota hain | athaha tu yog marg se apne hi andhar pree(ya)tham ke dharshan karne ki sadhana kar | hatyog ke aasan par sthir rehkar chahong chakrong ko bhedhkar sabse oopar jho sahsthrar chakra (sum mahal) hain usme aathma jyoti ko jala le | isse tere sharer mein hi tujhe anmol
pree(ya)tham mil jaayenge |
Similar questions