Hindi, asked by RohanGudimetla, 1 year ago

I want an essay on helping poor farmers in hindi

Answers

Answered by Anonymous
1
kisaan hare desh ka gaurav hai.unki kadi mehnat k karan hi hamare desh ke har zile aur chote bade pradesh ke logon ko bhojan prapt hota hai.kheti karna koi aasan kaam nhi hai ismaein bohot kadi mehnat lagti hai.poora saal kissan mehnat karte hain tabhi unka guzara ho paaata hai.fir bhi bechare kissan bohot garib hote hain .unhe mool suvidhayein bhi prapt nhi hoti hain.ek ore jahan hamare desh ucch taknik ka istemaal kar raha hai wahin hamare desh k kissan abhi bhi takniki suvidhaon k abhaav main jaanmaari karne ko majboor hain.videsh main bhi kisaan kheti karte hain per wahan unki sarkaar ne kissaano ke liye kai tarah ke utt taknik se taiyaar beej,khaad aur badhiya machinein laga k rakhi hain.wahan k kissano ko utni dikkat nhi hoti hai aur unhe pasie bhi ache milte hain.bharat main aajkal kissano k liye insurance bhi shuru hone jaa raha hai jisse unhe kai baar kheti main hue nuksaan ki bharpaayi ho payegi.bharat main bhi sarkaar ko kissano k liye kuch nahyi tarah ke kheti k upkaran,badhiya taknik se taiyaar beejon ko taiyaar karna chayie taaki hamare gareeb kissano ko bhi kuch madad mil sake.
Answered by xXTheLegendXx
0

Answer:

Similar questions