I want full summary of sona hirni by mahadevi verma in hindi
Answers
Answered by
43
Sona hirni ko mahadevi verma ne apne padosi se god liya tha taaki uski pervarish ache se ho sake.kyuki hamare samaj main jaanwaron ko bhog ki vastu mana jaata hai.log apne manoranjan k liye unka sanhaar karte hain.unki chamdi se purse belt wagehra banate hain.jo ek amanvey apradh hai.
sona jab ek saal ki thi uski aankhein chamkti thi.uska rang pighate sone jaisa thausse sabka mann lga rehata tha.mahadevi verma ek vidyalaya main padhati thi wahan ki balikaayein aur naukar chaker sab .dheere dheere sona se prem karne lage.sona hirni k alawa mahadevi vermaji ke pass do kutte aur kutte aur ek kutiya bhi thi jiska naam flora tha.samay beetne laga dheere dheere sona hirni badi hone lagi ab uski aankein bohot hi sunder ho gyi thein.uska rang sunehra ho gya tha.sabke aakarshan ka kendre ban gyi thi sona.
ek baar jab mahadevi verma ji kisi kaam se badrinath gyi thi per jab vo lauti tab unhe sona nhi mili per ek bura samachar zarur mila k sona ab is duniya main nhi rhi.is darr se koi sona ko le naa jaaye usse ek rassi se bandh diya jaata tha.ek din vo itnezor se uchli k muh k bal giri wahin uski mrityu ho gyi.yeh mahadeviverma ji k liye akalpaniey dukh th kyuki vo sona se bohot prem karti thein.

Similar questions
World Languages,
8 months ago
English,
8 months ago
Science,
1 year ago
CBSE BOARD X,
1 year ago
Physics,
1 year ago