i wanted to ask question from hind grammar and the question is what is thasam shabd and thatbav shabad
Answers
Answered by
1
aise sabd jo sanskrit se liye gye ho aur unki dhwani me koi parivartan nhi hua ho unhe tatsam sabd kehte h.
aise tatsam sabd jo jinme kuch parivartan kr diya gya ho unhe tatbhav sabd kehte h.
tatsam - tatbhav
ratri - rat
chandr - chaand
yuva - jawan
soory - suraj
vanar - bandar
aamr - aam
pad - pair
kapat - kivad
dharm - dharam
ekadash - gyarah
soochi - suee
patr - patta
tail - tel
subhag - suhag
baluka - baloo
navy - naya
mrityu - maut
savrn - sona
dant - daant
aise tatsam sabd jo jinme kuch parivartan kr diya gya ho unhe tatbhav sabd kehte h.
tatsam - tatbhav
ratri - rat
chandr - chaand
yuva - jawan
soory - suraj
vanar - bandar
aamr - aam
pad - pair
kapat - kivad
dharm - dharam
ekadash - gyarah
soochi - suee
patr - patta
tail - tel
subhag - suhag
baluka - baloo
navy - naya
mrityu - maut
savrn - sona
dant - daant
prakriti27:
check it
Answered by
0
the shabd derived from sanskrit language is known as thasam shabd and the shabd derived from hindi language is called thatbav shabad.
Similar questions