Hindi, asked by abc106, 1 year ago

Iffan ka character sketch of topi sukla lessons

Answers

Answered by joe30
18
iffan topi shukla ka dost tha. woh collecter ka beta tha.
1.iffan sabse zyada apne dadi se pyaar karta tha.pyar toh usse apne abbu,ammi,baji aur chote bahen se bhi tha.
2.iffan ne kabhi jat-pat mein bhedbhav nhi kiya.topi shukla jo ki ek hindu tha phir bhi topi ki kahani iffan ke bina adhuri thi.topi iffan se apne dil ki saari baate kehta isse pata chalta hai ki iffan topi ka bht acha dost tha tatha ek vishwassniya dost bhi tha.

joe30: plz mark as brainliest :)
Answered by nandinidixit2006
1

Answer:

Iffan topi ka sabse achha mitra tha. Topi aur iffan alag alag mazhab ke hone ke baad bhi boht kareebi mitra the aur unke beech iss karan kabhi bhedbhav nahi hua. Iffan ke pitaji collector the, jinka aage chal kar tabadala ho jata hai. Iffan apne pariwar ke sabhi sadasyo ko boht pyaar karta tha lekin sabse zyada lagav iffan ko uski dadi ke saath tha.

Similar questions