Hindi, asked by sangitarani0005, 10 months ago

ई-एजूकेशन पर अपने विचार प्रकट करे

Answers

Answered by ravinale
2

Explanation:

e-education Ek accha Shiksha strot hai . jinhen adhyayan karne ki ichcha hai unke Liye e-education bahut Achcha paryay hai . e- education se Hamen Jo samajh Nahin Aata vah Ham Bar Bar samajh sakte hain , Hamen Hamari Shiksha mein jo Sandhya hai vah ham e- education se bahut acchi Tarah samajh sakte hain . e- education mein Chitra Ka upyog Karne se Hame padhaai bahut acchi Aasan Lagti Hai . Lekin e- education ke koi dushparinaam bhi hai . mobile per Jyada padhaai Karne Se Hamari aankhon ka nuksan ho sakta hai , Chhote bacchon ki sehat Bigad sakti hai . sabse mahatva purn yah Hai Ki e- education ki uplabdhta Sabhi bacchon Ko Nahin ho sakti. isliye e- education ke sath sath Pathshala bhi chahie.

HEY FRIEND,

HOPE IT IS USEFUL FOR YOU

Similar questions