imandari satayanishta aur bharstachar unmulan ko badNe me janta ki bhagidari
Answers
Bharstachar Unmulan
mai
Janta ki bhagidari
Jaisa ki hum jaante hai ki sabse jaydaa samsya aur takleef bhrastachhar se aam janta ko hi hai . Unki dincharya kitni prabhavit hoti hai ye sirf wo hi jaante hai . Bill bharwaane s elekar Ghar khareedne takafsar log upar ki kamayi maangte hai jo unki jeb bhaari padti hai aur kanoon gair bhi hai . Jab sarkaar unko kaam krne ki tankhawah de rahi hai to unhe saram aani chahiye janata se aisi baate krte hue .Iss tarah ki harkato s enipane au rbhasrachaar ko jad se mitaane ke liye ab janta ko hi aage aana padeg a Sarkaar ki madad ke liye . Kahte hai ki jab peed koi parvat si ho jaaye ko himaalay se ganga jarur nikaki hai . Issi liye jab janata ko hi morcha smbhaalna padega .Hum riswat ko naa kahe aur sikaayat kre unki jo mangte hai .hum apna hak jaane aur imaandaari se karya kre. Desh ke prati anugrahit rahe . Jab sarkaar ne sabhi karya online kr diye hai to hum bhi khidki par bheed na badhaye aur na hi kisi ko maange ka mouka de. Jab sab jagah ko rasta hi nhi rahega to bhrasachar ko kahtam hona hi padega . Jeet aam aadmi ki imaandaari aur nistha ki hi hogi .E- Governance ka sahara le. Len den online kre .nakad kam hi vyapaar kare . Imaandaari se Kar bhre desh ke nirmaan ke liye .Janta mai ek vichaar kranti laaye aur ehsaas dilaye ki jeevan bhi bhrastachaar ke bhi naanadpooravak aur santi se jiya ja sakta hai . Naa Jail jaane ka dar aur naa hi ki gareeb ki badduaa ka asar. EK samman aur vishwaas ki jeevan bina baimaani ke jiye .Bhrachaar ke cencer ko panapne hi naa de hum .