information about crane in hindi
Swabha:
bird
Answers
Answered by
4
Saaras lambe pairon, aur lambi gardan waali chidiya hai. Ve antarktika or dakshin America ke atirikt sab jagah payi jaati hain. Ve mausam ke anusaar apne khane mein parivartan karti hain. Ve chote choohe, mendak, dhaan, ber, aur paudhe khati hain.
Ve kam gahre paani mein ghosla banati hain. Kuch prakar ki saaras ek sthan se dusre sthan jaati hain. Ve adhiktar jhund mein rahti hain. Adhikansh saarason ke chahre par rikt tvacha hoti hai. Ise ve aany saarason ke sath sampark karne ke liye upyog karti hain.
Ve kai tarah ki aawaz nikalkar pukarti hain. Unki aawaz kai door tak sunai deti hai.
HOPE it helps!!!!!
plz mark as brainliest answer!!!!

1
सारस विश्व में सबसे लंबा उड़ने वाला पक्षी, दक्षिण एशिया का निवासी है। सारस का जंतु वैज्ञानिका नाम 'ग्रस एंटिगोन एंटिगोन' (Grus antigone antigone) है जो अब भारत में ही सीमित है, जबकि अन्य प्रजाति ग्रस एंटिगोन शार्पीयाइ भारत में असम से वियतनाम और यहाँ तक कि ऑस्ट्रेलिया में भी पाई जाती है, जहाँ ये 1960 के दशक के दौरान प्रवास कर गई थी। दूसरी प्रजाति का रंग इस्पाती-स्लेटी होता है, जबकि पहली प्रजाति की गर्दन पर सफ़ेद पंख होते हैं।
Similar questions