Inn Sawalo ke Jawaab Dijiye...!!
1. Batao vo kaun si sabji hai jis mein taala aur chaabi dono aate hai? batao kya hai ?
2. Aise kaun se cheez hai jo hai toh tumari, par usse dusre log istemal karte hai?
3. Vo kaun sa kaam hai jo 1 aadmi apni puri zindagi mein 1 baar karta hai, par vahi kaam 1 aurat roz karti hai ? batao kya ?
4. Parival hara ham bhi hare; ek thaili mein 3-4 bhare ! Batao kya ?
Answers
Answered by
2
1. Lauki
2. Naam
3. Maang mein Sindoor bharna.
4. Matar
Answered by
0
1)lauki
2)naam
3)maang me sindur bharna
4)matar.
2)naam
3)maang me sindur bharna
4)matar.
Similar questions