Hindi, asked by amanverma303503, 1 year ago

International literacy day on essay in hindi

Answers

Answered by Salonisharma1217
0
International literacy day(antarashtriy saksharta divas)
hr saal 8 September ka din "antarashtriy saksharta divas" ke Roop mai sampoorn vishv mai mnaya jaata hai.
saari duniya mai saksharta bdane ke liye ise mnaya jaata hai. aaj bhi desh mai anek log nirakshar hai. duniya mai aaj bhi bahut se bache school nhi jaa rhe hai. is divas ka lakshay hr bache ko pdhne ke liye school bhejna hai.
is divas ka lakshay hai sabhi logo ko shikshit krna. unko apne adhikaro ki jaankari ho, apne krtvay ki samajh ho. vh sakshar hokar garibi ko mita ske or pure vishv mai khushali aaye

thank you
hope you like it....if not then please tell me
Similar questions