Hindi, asked by aryan19444, 1 year ago

Introduction of shyamu in the chapter kaki

Answers

Answered by Anonymous
5
Shaymu ek chotta sa baccha tha jise apni kaki se bahut lagaw tha. Uski kaki ke marne ke baad bhi usne haar nahi mani. Bachpane me usne apne kaka ki jeb se chori kari aur ek patang or baki saman kharida. Wo soch baitha ke agar usne apni patang par kaki likha hai to uski kaki swarg se niche utar kar aa jaegi. Aakhir me use uske kaka pakad lete hai par jab patang par kaki likha dekhte hai to unki aankhien bhi bhar aati hai
Similar questions