Hindi, asked by shivanigandhi9p6gnj0, 1 year ago

इसका भावार्थ चाहिए pls help me it's urgent

Attachments:

Answers

Answered by raunitsingh63786
0

Iss me aap dekh sakti ho ki aake poem ke starting se hi aapko prakriti ke baare me samjhaya gya hai. Iss me hm manushya prakriti se kitne jude hue hai, lekin hm ye nhi samajh pate ki prakriti ko nuksan pahunchakar hm khud ko bhi mushkil me daal rahe h; hm pero ko kat kar aaj unse bhale hi acche chij banale par aane wale samay me jab hame isski sabse jada jarurat hogi tab Yeh hamare pass nii hoga. Aaj hm pani ki barbadi kar dete hai par hm ye nii samajhte ki aage hame isski kitni jarurat hai. Doston ye prakriti utni hi jaruri h jitna ki hamare maata peeta bhai behen. To hame isse bachakar rakhna chahiye. Aur ped paudhe lagane chahiye, aur pani bhi barbad nii karna chahiye.

Similar questions