जागर
इति ४ : (स्वमत अभिव्यक्ति)
- Rough
। देश के समुचित विकास के लिए राजनीतिक स्थिरता अत्यंत आवश्यक है', विषय पर अपने विचार लिखिए।
Answers
Answer:
Desh ka Vikas aur rajneetik sthirta
Explanation:
Bharat poore sansaar ka Sabse Mahaan Desh hai.Is Desh Main ek khaas baat hai ki chahe hum Sab Apne prant aur apni Sanskriti ke liye aapas main kitna jhagrein Magar yadi kabhi bhi koi aatanki hamla hua hai to poora Desh eksath khada hu hai
Wahi sthiti hamare Desh ki rajneeti ki bhi hai.Vipaksh poore saal Sarkar ki burai karta hai Magar jab URI hamla hua tab her rajneetik party ne uska Khandan Kiya.Sabne sarkar Ko jawab dene ke liye kaha.
Yeh kisi bhi Desh ke liye Garv ki baat hai.Lekin jab Sarkar ne surgical strikes karwayi tab vipaksh ne usper Vishwas nhi kiya. Aur sapoot maange.
Yeh galat hai.Vipaksh Ko Sarkar ke her us kadam parSarakar ka saath Dena chahiye jo Desh ki Suraksha ke liye ho.Hamara Desh hamare parivaar ki tarah hai.
Rajneeti Mai. Asthirta se Desh ka vikaas rukta hai isse deah ka hi nuksaan hoga.

Read more on Brainly.in - https://brainly.in/question/11403667#readmoreExplanation: