Hindi, asked by ansh2692, 6 months ago

जूझ’ उपन्यास की संवाद योजना की समीक्षा करें।​

Answers

Answered by sandeepkumarprajapti
0

Answer:

jujh me lekhak yah kahna chahta hai ki, vyakti ko sangharsh se nahi ghabrana chahiye. samasyaye to jivan me aati hi rahti hai. hame in samasyav se bhagna nahi chahiye balki unka mukabla karna chahiye. sangharsh se jujhne ke liye atmviswas ka hona jaruri hai. atmviswas ke abhav me vyakti sangharsh nahi kar sakta. jo vyakti sangharsh karta hai अंततः saphalta milti hi hai.

sangharsh Manav jivan ki Niyati hai. jivan me sangharsh ka roop badalta rahta hai

Similar questions