जातिवाचक एवं व्यक्तिवाचक संज्ञा में क्या अंतर है? Write in hindi.
Answer only if you know otherwise your answer will be reported....
Answers
Answer:
जिन संज्ञा शब्दों एक व्यक्ति, वस्तु, स्थान आदि का बोध हो, उसे व्यक्तिवाचक संज्ञा कहते हैं, जैसे—राम, श्याम, कुर्सी, पटना, बिहार आदि। जिन संज्ञा शब्दों से जाति का बोध होता है, उन्हें जातिवाचक संज्ञा कहते हैं।
jaati vachak sangya ek puri jaati ka bodh karati hai.
Udaharan:- ladki, nadi, ped
upar diye gaye udaharanon me se ladki shabda kisi ek ladki ka bodh na karate huye puri ladki jaati ka bodh kara rha hai , usi tarah nadi aur ped shabd bhi kisi ek nadi aur ped ka bodh na karate hue puri jaati ka bodh kara rhe hai.
Vyakti vachak sangya kisi ek vastu, janwar, vyakti , sthan aadi ka bodh karate hai
Udaharan:- Pallavi , Agra, Tommy aadi.
upar diye gaye udaharanon me se Pallavi keval ek ladki ka bodh kara rhi hai isi tarah Agra keval ek sthan ka bodh kara rha hai aur Tommy keval ek jaanwar ka bodh kara rha hi