Hindi, asked by unnatigokhale, 1 year ago

जगे हम लगे जगाने विश्व लोक मे फैला फार आलोक पंक्ती का अर्थ

Answers

Answered by anagha19
4
Gyan ka janma Bharat hi hua... Hum niswarthi hokar gyan ka prasar anya deshon me karne lage ...jiski vajah se agyan rupi andhakar ka cinash hua aur sab jag jaag utta...
Answered by bobybhagat45
3

Answer:

sabse pahile dhyan ka uday bharat me hi hua arthat sabse pahile ham jagrat hue phir hamne pure vishvay me dhyan ka prasar kiya iske karan samgrah sansar alokit ho gaya adhnayan rupi andhkar ka vinash hua aur sampurna shrushti ke sabhi dukh shlok dur ho gaye

Similar questions