जल का महत्व के बारे मे जानकारी
Answers
Answered by
2
hi,
jal hi jeevan hai. hame jal ko faltu karyo me nasth nhi karna chahiye. jal ke bina manushya ka jeevan asmbhav hai. jal ke dwara hum apne din pratidin ke karyo ko karte hai jaise - bhojan bnana, nahana, pani ka sewan karna, krishi karyo me v paani ka pryog hota hai jaise sinchai karna aadi.
hame jal ko bchakar rkhna chahiye... anyatha aane wali peedhi ke liye mushkil hogi. fizul, jal ko nhi girana chahiye. paudhe.. jisse hume oxygen milti hai unhe v paani ki jarurat padti hai.
hope this helps you!

Similar questions