Hindi, asked by jimmi101059, 1 year ago

jallianwala bagh mein basant kavita ki viakhya

Answers

Answered by Anonymous
22

Jalliyaanwalabh main bohot bada hathyakhaan hua tha.Jaĺliyanwalabagh Bharat ke Amritser main sthit hai.13 April 1919 up General Dyer ne wala khade aamlogon ko krantikari samajhker unper goliyaan barsa di thein.Is narsanhar main hazaron log mare the the. Poore vishv main is ghatna up amanviya ghoshit kiya gya tha.

Yet kavita. Subhadra Kumari Chauhaan ne likhi hai

Is kavita main wo basalt se kehti hain ki hey basaant tum Jalliyaanwale bhagh main zara dheere se aana.Zyada chatkeele rang mat bikherna kyunki yaha kayi log shaheed hue the.Masoom bacche bhi shaheed hue the,unko yaar main tum komal kaliyaan bikhra dena.Jo vridh shaheed hue unko yaad main tum sookhe phool bikher dena.Ye bagh hariyaali se hara nhi hai per he shaheedon ke khoon se seencha hua laal rang ka bagh hai.

Answered by DeepanshuBisht
5

Jallianwala Bagh mein bahut bada hatyakand hua tha Jallianwala Bagh Bharat ke Amritsar mein sthit hai 13 April 1999 mein General Dyer nivan Khadi logo pe Goliya Barsa De is nursing ghar mein Hazaro log Mare gaye the pure Vishnu Mahesh ghatna par Aman Vihar ghoshit Kiya gaya tha Kavita Subhadra Kumari Chauhan dwara likhi Gayi is villanova Jallianwala Bagh ke Basant se Kitni Basant Jara Tum Dheere Se Aana chatki Re Rang mat batana dokiya bahut log Shahid hue the

Similar questions