Geography, asked by rajshekhar145676, 8 months ago

जम�मू और कश्मीर एवं केरल/तमिलनाडु पर भौगोलिक स्थिति का जलवायवीय प्रभाव बताएं?

Answers

Answered by srishtibharti52
15

Explanation:

jammu aur Kashmir Jo vishwatrekha se kafi door hai ,tapman bahut Kam rahta hai jiska prabhav vaha ki kheti, khan-pan ,vesbhusa, dincharya aadi par parti hai. abam Keral/ tamilnadu Jo vishwatrekha ke nikat hai, vaha hamesha tapman adhik rahta hai isiliye vaha bahut garmi hoti hai.

Similar questions