Hindi, asked by 9696036252, 1 year ago

jeevan me sangeet ka mahatva in hindi

Answers

Answered by Anonymous
1
Dost,sangeet kahan nahi hai.Jalebi jab tel me dali jaati hai - tab chann chann si awaaz sangeet nahi to kya hai.Bacha jab rota hai, vo bache ki awaz sangeet nahi to kya hai?Maa ki lori me,ghadi ki tik tik me,bachey ki susu me,gaadiyo ke engine me,rail ki seeti me,cooker ki whistle me,chidiya ki chee chee me,bhag ke dahaad me,billi ke meow me,kuttay ke bhow bhow me,pairon ki aahat me,hawa ke jhonke me,chatle hue pankhe me,typing mar rahe typist me...aur kahan nahi sangeet hai.Har jagah sangeet hi sangeet hai.
Road me bachey kano me headphones lagakar sangeet hi to sunte hain.Sangeet me khushi hai,vo hame dukh se sukh  ki aur le jata hai.Sangeet  man moh leta hai,chahe vo rock ho,ya jazz ho,ya classical ho..ya kuch bhi.

Sangeet sharab ke nashe jaisa hai,jo adhik prayog karne me aadmi ko sharabi samaan bana deta hai,jo uske bin reh nahi saktta.Is nashe ko paana aasan nahi.

Cheers!
Similar questions