jeevani of mahadevi varma
Answers
Answered by
1
Mhadevi verma
mahadevi verma ka janm 23 march 1907 me subah 8 bje farrukhabad uttar Pradesh me hua thaunke parivar me 200 varsh bad koi ladki janm li thi unke pita shri govind Prasad verma bhaglpur ke ek college me pradhyapak the aur unki mata nam hemrani devi tha ve badi dharmik mahila thi
mahadevi ki shiksha indore ke mission school me suru hui thi sadi ke bad ve 1919 me crathvet college Allahabad me dakhil hui 1925 tak ve ek safal lekhika ban chuki thi college me unki mitrata subhadra kumari chouhan se hui 1929 me me boudh diksha lekar bhishdu banna chahti thi lekin Gandhi ji ke samparak me ane ke bad ve samaj seva me lag gyi 11 September 1987 me Allahabad me unka nidhan ho gya
Revolution:
can u write in hindi..then i will mark it as the best
Answered by
0
Answer:
here is ur answer.... thnq
Attachments:
Similar questions