किराये के घर मे रह कर पढ़ाई करना अच्छा है
Answers
Hmare jivan me padhai ka bhut mahatv h, kai bar hme padhne k liye ghar se bahar Jana khi dusre jagah rhne Jana padta h. Aisi paristhiti me hmare man me bhut so bate Hoti h jaise ki hm vha kaise rhenge, kya krenge.. Lekin hme aisi bate nhi sochne chahiye kyuki agar hm Apne ghar se bahar dusre Sahar me padhai krne jate h aur vha par kiraye k ghar ya hostel me rhte h to hme bekar ki baton par Dhyan n dekar apni padhai par Dhyan Dena chahiye. Bhut se logo Ko lagta h ki kiraye k ghar par padhne k liye rhna sahi nhi hoga. Lekin ye hmare samj k logo ki galat dharna h. Kyuki ek Vidyarthi ka jivan bhut hi Sangharsh purn rhta h. Isliye agar use apni padhai k liye kiraye k ghar me rhna hi achha hota h kyuki hostel ya lodge Jaisi jagaho par bhut hi jyada bache rhte h jbki kiraye k ghar me hm apni marji k hisab rah skte h aur apni padhai kar sakte h.
..