Hindi, asked by aky4612, 1 year ago

किसी भी व्यक्ति की पहचान उसके से ही होती या उसके कर्मो से उदाहरण सहित बतिये

Answers

Answered by Ps3p
5
vyakti ke karm hi uski pehchaan hai....
iske ilava aap kisi ke bete ho skte hai..kisi religion ke ho skte hain....Lekin WO apka intro hai..aap jbtk apne karm ka intro nhi denge tb tk apke bare mein achcha ya bura kehna glt hai...
ex apne prahlad ke bre mein padha hoga ..uska intro surf hiranyakashyapu ka beta hona ..rajkumar hona hi tha...but unki bhkti..devta ki pooja ne hi unhe chamatkari bnya..ye unke krm the Jo unki pehchan bna

hope it will be helpful
dry for any misyake

aky4612: nice answer
Ps3p: thnks
Similar questions