केशव और श्यामा ने अंडू के बारे में क्या-क्या अनुमान लगाए
Chapter 1
Class 6
Answers
Answered by
4
Answer:
keshav aur shyama ke maan mein ando ko lekar tarah tarah ke saval uthte the . ve sochte the ki ande kitne honge , kaise honge , kis rang ke honge , kya khate honge , aadi . magar unke in savalo ka javab dene vala koi na tha , mummy pura din ghar ke kaamo mei lagi rehti aur pita ji ko padai - likhai se fursat nahi thi . aise mein dono bhai behn aapas mein saval - javab krr ke aapne maan ko tasali de lete the .
Explanation:
Hope this helps you !!!
Please mark me as the branlist
Similar questions