कैदी और कोकिला का प्रतिपाद्य स्पष्ट करें
Answers
Answered by
3
Answer:
Ye poem makhan lal chturvedi jaise kranti kari pe likha gaya hai. Jab angrez atyachar aur zulm karte the aur veer kranti kariyon ko bhi chor, dake ton ke jail me rakhte the.
Aur raat mai jab kokila bolti hai to une lagta hai ki kokila ko dukh ho rha hai, vo kavi ke aansu pochne aayi hai.
Kavi ko bus ek 10 feet ke Kal kothri mai rakha gaya hai, jo unka nassib hai. Aur kokila ko pura sansar mila hai.
Hope you could be able to understand.
Smile.
Answered by
0
Here's your answer of chapter - कैदी और कोकिला।
Attachments:
Similar questions