कबीर की काव्यगत विशेषताओं का वर्णन कीजिये
Answers
Answered by
6
Answer:
Explanation:
Kabirdas ne doha chaupayi aur pad shayli ka praay: prayog kiya hai. Unki saakhiyon ki bhaasha mein rajasthani aur punjabi mishrit hai. Ramchandra shukl ne unki bhaasha ko sadhukkadi kaha hai. Kabir ki bhaasha mein swabhaav se fakkadpan , mastmaulapan,saafgoi aur nirbheekta ke darshan hotey hain.Unhoney saamanya bol chaal ki bhaasha ko apnaya hai.Kabir ki bhaasha shailee ke maadhyam se unka vyaktitva spasht jhalakta hai.
Similar questions