Kabir Das ka Jivan Parichay
Answers
Answered by
5
Answer:
Kaha jata hai ki Neeru Namak julaha or uski patni Neema kashi ke laharata Namak taalab ke kinare chale ja rhe the. Tabhi unhone wha ek navjaat shishu ko dakha. Ve daya krke use apne ghar utna laaye or apne putra ki tarah iske paalan poshan kiya. whi balak bada hokr sant kavi kabiradas ke naam se prasidh hua. Kabir daas ne swayam kha hai Swami Ramanand unke guru the. Unka janm 1440 me hua tatha unki mrityu 1518 me huyi. Kabir ka vivah bhi hua tha unki patni ka naam loyi tha. Unke ek putra or ek putri bhi the jinka naam Kamal or kamaali tha. kabir padhe likhe nhi the. Ve doha bolte or unke shishya use likha krte. Ve de sharan krke apna jeeven chalate the.
Answered by
0
Answer:
ggwghhwhqhhquuquwwhsvv
Similar questions