Hindi, asked by rajnikumari24sep1985, 5 months ago

Kabir ne Guru ki Mahima kis prakar vyakt ki hai

Answers

Answered by shubh2020
0

Explanation:

Kabir Kabir ne Guru ki Mahima Bhagwan saman vyakt ki hai unhone apne dohe mein likha hai Guru govind dono Khade kake lagu paye balihari Guru aapne Govind diyo bataye

iska Arth hai Kabir Ji kahate Hain ki Guru ne hin hamen Govind ko pehchanne or usko prapt krne ka rasta bataya hai

Answered by singhakansha445
3

Answer:

Hindi sahitya ke nirgunvaadi Kavi Kabir dwara rachit iss dohe mein guru aur bhagwan dono ki tulna Karke guru ke sthaan ko ishwar see aadhik bara bataya gaya Hain. Kabir das ji kehte Hain ki mere samaksh guru aur bhagwan dono khare hain. mere samne uljhan yah hain ki inn dono mein se mein kiske charan sparsh pehle karun? Kabir khud hi iss prashna Ka uttar dete hue kehte hain ki mujhe pehle guru ke charno mein hi apna sish jhukana chahiye, kyunki guru ne hi mujhe ishwar takk pahuchne Ka marg bataya hain. Bhav yah Hain ki guru ki kripa se hum bhagwan takk pahuchte hain isiliye guru Ka sthaan ishwar se bhi ucha hain.

Similar questions