Hindi, asked by nkalyan1212, 10 months ago

Kahani lekhan on the topic Kisan hi Bhagwan hai

Answers

Answered by kajukomal
0

Answer:

subah gao me jab masjid se awaj aati hai us vakt Hari Jag jata hai. Jaldi se Bhagwan Ko dhanywaad karke phir haath moh dhokar phir Apne aangan me bandhe hue gaaye Ko chara dalta hai. Dhoop nikalne se pehle vo milo chalkar Gaana gungunata Apne khet par pahuch jaata hai. Apne do mehnati Belo ki madad se vo khet jottta hai. uska ye Silsila kabhi khatam hi nhi hota.Mosam koi bhi ho parantu uski mehnat hamesha badhti gyi. Kabhi fasal kaharab ho jate toh uspar bhaut karj chadh jaata jaise taise vo din raat shardi garmi Dhoop Baarish aandhi Toofan en sabhi ugravadiyo se ladta aur kabhi jitt ta kabhi har milti. paruntu uski mehnat itni sacchi thi ek Baar mosam Anukul hone Kae vajah se pure gaaoo me Sabse jayeda fasal Hori kae yaha hua.

paruntu usme tanik bhi abhiman na aaya usne Apne mehnat aur chaar Guna Kiya aur jaameen khareedi aur fasal ugaaye .Puri Jindigi apni Hori ne is mitti se pyaar Kiya jisne use Janam diya aur gaaoo ka hi nhi Desh ka Naam Roshan Kiya aur bhaut se puraskar Kae se sammanit Kiya gya.

Kisan nirantar apni Jindigi me mehnat karta hai taki Desh ka koi bhi bhukha nhi rha.

jai jawan jai Kisan.

Similar questions