Kali Mitti ki kuch bisetay likhe
Answers
Answered by
2
1)in mridao ka rang Kala hota hai.
2) inhe rengar bhi kya jata hai.
3) Kali mridao kapas ki kheti ke liye uchit samjhi jati hai.
4)ye Mana jata hai ki jalwayu aur Janak shallo ne Kali mridao ke banne me mahatwporn yogdaan Diya hai.
5) is prakar ki mridao dakkan pathar chetra Uttar pashchimi bhago me payi jati hai.
6)ye mridao Maharashtra,malwa aadi rajyo me payi jati hai.
7) Kali mridao me fosforus ki Matra Kam Hoti hai.
8) uski jutai mansoon shuru home ke pahli bochar se shuru kar di jati hai....
I hope I help u
plz Mark as brainliest....

amitmodanwal:
yes
Similar questions