Hindi, asked by guru4040, 1 year ago

Karat Karat Abhyas ke jadmati hot Sujan par essay

Answers

Answered by tanu69
2
nerantar prayaash krne se asaadhy maana jaane wala kary bhi siddh ho jaata h . hm prayaas krte rhe to koi bhi bde kaaryo ko aasani se kr skte h . kyuki duniya me aisi koi bhi chiz nhi jise suljhaya na ja ske. uske liye bs hme prayaas krne ki aawshyakta hoti h.

asafaltaa ke maathe pr kill thok kr safalta paai jaa skti h . jaise ek kuaan hmaare liye sbse bda udaharan hoga- roj rassi k aane jaane se ek rassi patthar ko kaat skti h ab to hm ek insaan hm kuch bhi kr skte h. bs hme koi kaary krne k liye prayaas ki atyant aawshyakta hoti h.

manushya ko kbhi bhi kisi bhi sthiti me haar maankr kbhi nhi baithna chahiye. use nirantar prayatn krte rehna chahiye. tb tk aise krte rhna chahiye jb tk uski uski krm ki rassi ki vighn baadhaae yaa asfaltaa ki silaa par ghiskrk uski safalta ka chinh na jhalake lge.

maanav pragati ka itihaas h ki aaj tak jaane kitni silao ko nirantar abhyaas se ghiste aakrk barf ki deewaren pighlaa kr vah aaj bhi unnat dishaa me pahooch paaya h. yadi vah haar maankar niraash baithe rhtaa to abhi tk aadeem kaal ki andheri gufaa me he bhatkta rehtaa. lekin yh n tab sambhav tha or prapt sthiti par he santust hokr baithe rhna na aaj he maanav k liye sambhav .

hope it will help you....
Answered by LOVESHOP
0

Answer:

निम्नलिखित विषयों पर लगभग 200 से 250 शब्दों में निबंध लिखिए –

(क) ‘करत -करत अभ्यास के जड़मति होत सुजान

Similar questions