कतृ वाचंय से कर्म वाच्य बनाने के लिए क्या परिवर्तन करना पड़ेगा
Answers
Answered by
0
Answer:
Kratvachya vah vachya hote Hai Jahan karta(subject) ki pradhanta hoti hai.
Example - Mohan saayikal par Ghar jaata Hai.
Karmavachya - Jahan karma(object) ki pradhanta hoti hai .
example - Mohan saayikal ke Dwara Ghar jaata Hai.
Kratvachya se Karmavachya banana ke liye hme "se" ya "ke dwara" lgana hota Hai.
Jaise Mohan saayikal par Ghar jaata Hai to jab ise Karmavachya mein badlenge tb Hoga , Mohan saayikal ke Dwara Ghar jaata Hai ya phir Mohan saayikal se Ghar jaata Hai.
hope this helps
Similar questions
Math,
2 months ago
World Languages,
2 months ago
Chemistry,
2 months ago
Chemistry,
5 months ago
Math,
11 months ago