कवि का मानना है कि आज शोषणकारी ताकतेंअधिक हावी हो रही है। इस विषय पर एक अनुच्छेद लिखिए।
Answers
कवि का मानना है कि आज शोषणकारी ताकतेंअधिक हावी हो रही है।
Kavi ka ye maan na ki aajkal shoshankaari taktai bahut haavi ho rahi hai .Stya baat hai ki aajkal jo adhik padhe likhe ya dhanwaan hai wo hi log bajaye ye samjhne ke bajay ki hume dusre logo ka bhi uthaan krna chahiye aur achha jeevan banana mai madadkrni chhaiye , ulta unhe hi dabaane mail age hue . wo dusre logo ko andhre mai rakhte hue khud sabhi moolbhoot sudhaao ka faayda uthana chahte hai . au rmahol bhi aisa ban gya ki jiske pass paise aur sampaanta hai wo hi raj karega . iss dohrepan se samaj mai asantosh panapta hai aur apraadh bhi badhte hai . Hum sabhi shosankaari shaktiyo ko mita hai ek sadhbhav ka mahol bana chaiye . jisse samaj aur desh mai saanti aur saahmuhik tarakki ka vatawarn bane aur sabhi sukhi rhe . Samaj mai samrasta aur sukun phir se loute .naaki sadiyo se chichi aa rahi shosan aur durbhav ki riti phir se hume jakad le . log phir se garibi aur bimaari mai jeete rhe . aapraadh aur kurutiyo ka bolbala ho . Savidhaan aur police madad se sabhi buri takto aur soch walo ho hum mita paaye asi humari aasha aur visvaas ho .