कवि रहीम जी धरती के माध्यम से मनुष्य को क्या सीख देते है ? ( 40 - 50 words in hindi )
Answers
Answered by
2
Answer:
Explanation:
rahim ji apni kavita se yah sikhna chahte hai ki jaise dharti ( earth ) kisi ke beech mai farak nhi rakhti aur jaise uske liye sab ek samman hai koi chota nhi koi badha nhi sab ek jaise | vaise hee hume kisi ke beech bher nhi rakhni chahiye sabko ek samman rakhna chahiye humre liye bhi na koi badha na koi chota hona chahiye|
Similar questions