Hindi, asked by rohan6, 1 year ago

kavi dev ki jeevan gatha

Answers

Answered by riyasharma
5
Kavi dev ka janm itawa [up] me 1673 me hua tha unka pura nam devdat dwivedi the dev ke anek ashraydatao me sabse adhik santosh aur samman unki kavita ke gungrahi ashraydata bhogilal se prapt hua unhone unki kavita per rijhaker lakhon ki sammpati dan ki unke kavya grantho ki sankhya[number] 52 se 72 tek mani jati hai unme se rasvilas bhavvilas kavyarasyan bhavnivilas aadi dev ke pramukh granth mane jate hai unki mrityu 1767 me hui thi

rohan6: thanks riya
Similar questions
Math, 1 year ago