kavya soundarya class 10 ke surdar ke pad ka
Answers
Answer: hii here's ur answer dear,
(pehla padd)
1.prastut padd mai viyangya ki pradhaanta hai
2.iss padd mai gopiyo ne krishn ke prati apna prem viyakt kiya hai.
3.prastut padd ki bhasha braj hai
4.iss padd ki bhasha bohut saral, sahj hai
5.prastut padd mai viyog rass hai.
6. iss padd mai padd maitri alankaar hai.
7. yaha alankaaro ka bhi pryoog kiya gya hai.
(doosra padd)
1.prastut padd mai gopiyo ki virah vedna ka varnan ki gya hai.
2.iss padd mai padd maitri alankaar ka prayog h jaise:
-avdhi aadhaar aas aavan ki- anupras alnkar
-tan man- antanupras
(teesra padd)
1.prastut padd mai gopiyo ka krishn ke prati prem viyakt hua hai.
2. prastut padd mai alankaaro ka prayog hai:
-hari haril ki lkdi- rupak alnkar
-nand nand- anupras
-kanah kanah- punrukti prakaash alnkaar
(chautha padd)
1.prastut padd mai krishn ki kuut niti par gopiyo duaara viyangya kiya gya hai.
2. yaha alnkaaro ka prayog hai jaise:
-hari hai-anupraas
-samaachaar sab- anupraas
-guru ganth-anupraas
hope it will help u.. : )) plzz mark me as brainlist..
Explanation: