Hindi, asked by madhvi709, 7 months ago

खिड़की का दरवाजे से संवाद​

Answers

Answered by vinodtandulje98445
4

Explanation:

khidaki aur darwaje

khidki- are darwaje tera to rang nikal gaya hai.

darwaje- ha toh kya hua,tu pehle khud to dekh kitna ganda ho gaya hai.

khidki- mujhe to saafh kar denge par tujhe toh koi saaf nahi karta.

darwaje-dekh le mai tujhse jyada mahatvapurna hu !

khidki-accha woh kaise?

darwaje- kyuki mai logo ko ghar mai ane-jane mai madad karta hu.

khidki- to mai thandi hawa logo tak deta hu aur to aur dhoop bhi.

darwaje- are agar mai ghar mai kisi ko ane hi nahi dunga toh tu kisko hawa dega?

khidki- dekh Bhai ham dono barabar mayene rakhate hai.

na koi bada na koi chota.

darwaje- tu sahi kehta hai dost.

Thik hai ham dono ek saman hai.

khidki- barabar bola tu darwaje-.

h

Similar questions