Hindi, asked by mavish3t, 9 months ago

kis mahine me kis Bhagwan ki puja hoti Hai? ​

Answers

Answered by ollyisa3344
1

Answer:

sunday

monday

tuesday

wedday

friday

satday

Explanation:

Answered by premnathpandey
2

Explanation:

January mein Guru Gobind Singh Ka janmdin Aata Hai Is vajah Se Guru Govind Singh ko Puja Jata Hai yah Ek Sikh Dharm ki Pratha hai agar Ham hindu dharm Ki Baat karen to Holi Ke Din Kisi Ko Puja Nahin Gata bus Shri Vishnu ji Ka Dhyan Kiya Jata Hai Agla Mahina aata hai April ka April mein Kafi ke sare Tohar Aate Hain Jaise ramnavami Hanuman Jayanti Easter Good Friday Aise tyohar Aate Hain To ismein alag alag Dharm ke anusar alag alag bhagwanon ko Puja jata hai aur Agar Ham Baat Karen hinduon ki to April mahine Mein Shri Ram Ko Puja jata hai main Buddha Jayanti aati hai aur usmein log hi Apne Mahatma Buddh ki Puja karte hain Agla Mahina aata hai June ka jismein Kisi bhi Bhagwan ki Puja Nahin Hoti aur aur Agla Mahina aata hai July ka jismein Nag panchmi Aati Hai jismein Shri Shivji ki aur Nag Dev ki Puja ki Jaati Hai August ke mahine Mein Raksha Bandhan Janmashtami Jaise Deewar Aate Hain to ismein Shri Krishna ko Puja Jata Hai agale mahine September Kafi Khaas hota hai Kyunki is mahine Mein Shri Ganesh ki Puja ki Jaati Hai Kyunki September ke man mein Ganesh Chaturthi ka tyohar aata hai October Mein dashara Diwali Jaise Parvat Hain Yahan Shri Ram Ki Dhun Bhakti Hai Shri Ram Ki Puja hoti hai aur agale mahine Mein November mein Chhath Puja yah Diwali Aati Hai To Yahan Agar Ham Bihar Kshetra Mein Jaaye to vahan Chhathi Maiya ki Puja hoti hai aur Diwali per Shri Ram Ko Puja jata hai yahan Tak Ganesh ji Lakshmi ji ki Puja ki Jaati Hai December mein mein koi bhi Parv Nahin Aata

Similar questions