Kisi bhi sahasi vyakti par 10 12 panktiyan
Answers
Answer:
sahasi vyakti vah nhi hai jo kisi se darta nhi hai ,sahasi vah hai jo apne dar ko harakar ,apna lakshay prapt kar leta hai.
vah chunotiyon ko swikar kar leta hai aur unse bhaybhit nhi hota.
Apne lakshay ko prapt karne tak vah nhi rukta aur bhadta chala jata hai.
harivanshrai bachhan ne bhi kaha hai ki ek sahsi raahi chahe khoon,pesine aur asuon se lathpat kyu na ho jaye Lekin vah rukta nhi hai.
Answer:
Bhagat Singh
Explanation:
Bhagat Singh Ka naam amar shahido me se liya jaata hai.
Unka janam 28 September 1905 ko Punjab ke jile me bana gaon me Hua tha.
Ve Sikh parivar se taaluk rakhte hai.
Unke pita ka naam sardaar kishan singh aur mata is naam vidyavati hai.
Uske janam ke baad unki daadi ne unka naam ' bhagon wala'rakha tha.
Unke do khaas dost the Sukhdev aur Rajguru
We har halat me bhagat Singh ke saath rehte the