Koi bure nhi hote
Kisi ke halat bure hote hain,
kisi ki kismat buri hoti hain,
Humari zindagi ki kahani
Bachpan se shuru ho jaati hain.
Aur bachpan se guzarte guzarte
Jawaani tak jab pahuchti hain,
Hum tab tak bohot kuch dekh chuke hote hain,
Seekh chuke hote hain,
Aur samajh bhi chuke hote hain.
Aapko nhi pta konsi insaan
Kis halato se guzar kar,
Lad kar,
Saamna karke apke saamne aa khade hue hain.
Aapko nhi pta agar wo insaan thodi ajeeb si sound kar rhe hain to wo kyu kar rhe hain,
Kis wajah se wo aisa ban gye hain,
Kyu aise behave kar rhe hain,
Kyu uski soch aisi hain.
Andaaza bhi nhi laga sakte aap uske dard ki,
Jisse wo guzre honge.
Issliye kabhi kisiko judge nhi karni chahiye,
Aur ek dusre ki cheezo ko accept karni chahiye.
Har cheez ko karne ki ek tareeka hoti hain,
Agar tareeka galat hain toh koi hurt ho sakte hain,
Aur agar tareeka sahi hain,
Toh wo samjhenge bhi,
Aur uss cheez ko thik karenge bhi.
Yaha iss duniya mein koi perfect nhi hote,
Tum bhi nhi ho,
Issliye kisi se umeed bhi mat karo perfection ki.
Kabhi unke nazariye se bhi dekho,
Kabhi unke halato ko bhi samjho.
Judge toh waise bhi har koi kar rhe hain,
Iss duniya mein kami hain samajhne walo ki..!!
Moral:
Be kind to others...!!!
✌❤️✨
Answers
Answered by
1
but yarr jali aaiyo bhatiamayank00 pe wait krunga
aor pdhliya ho toh like kar diyo
aor mera ek aor ans padh liyo
Attachments:
Similar questions
Social Sciences,
9 days ago
Geography,
19 days ago
Business Studies,
19 days ago
Social Sciences,
8 months ago
Math,
8 months ago
English,
8 months ago