Hindi, asked by harshkmishra131, 11 months ago

konsa wakya akarmak aur konsa sakarmak ? 1)Manusya pragati ki chakachaudh mein andha ho gaya hai 2)hume apni prakriti ko bachana hai 3)agni ki taap manusya ke liye ashamya ho gaya hai 4)iske bina jivan ki kalpana ashambhav hai 5)paudhe hume oxygen dete hai ​

Answers

Answered by tanvisingh9696
3

  1. Akarmak
  2. Sakarmak
  3. Akarmak
  4. Akarmak
  5. Sakarmak

Please mark as Brainliest answer and follow me

Similar questions