Hindi, asked by ayush26567, 1 year ago

krodh sakaratmak aur nakaratmak kaise hai​

Answers

Answered by piyushrathi06
1

Sakaratmak:

  • Krodh karne se bacche sahi disha me chalne lagte hai.
  • Krodh karne se koi satana ya naatak karna band karta hai

Nakaratmak:

  • Krodh karne se BP high hota hai jo hamare sharir ke liye accha nahi hai.
  • Krodh karne se man me kroorta aati hai

ayush26567: kuch accha batao na
ayush26567: yeah sab likhna hoto tab toh man char page likh diya hota
piyushrathi06: Hahaha
piyushrathi06: Likh do jo aata hai
Similar questions