Hindi, asked by shahanab6461, 1 year ago

kya aap mukje saral vaakya,mishra vaakya aur sanyukt vaakya ke 10 das udaharan bata sakte hain?????

Answers

Answered by rishabhraj1234p9h4iy
1
Examples of saral vakya
1) seeta padhti hai
2) ram khata hai
3) shyam padhata hai
4) wo nachti hai
5) main khelungi
6) shreya mar gayi
7) sarla kal aayegi
8) meeta gaati hai
9) lakhan sota rhta hai
10) panchi udd gye
examples of sanyukt vakya...
1) khana abhi garam kiya tha aur wah thanda bhi ho gaya
2) aap daal khayenge ya sabji?
3) wo jayega tabhi main aaunga
4) jaise karoge waisa hi paoge
5) reema thodi ger ke liye aayi aur chali gayi
6) wah sundar par buri hai
7) jo uttapann hua hai wah nasht bhi ho jayega
8) jaise hi main aayi seeta chali gayi
9) mor gaate hai aur morni nachti hai
10) jaise karm karega waisa phal dega bhagwan
examples of mishrit vakya...
1) rakesh ne wo ghar kharida jo uske mitr ka tha
2) ashok jo mahan samrat tha bodh dharm ko manta tha
3) jaise hii ram ne kutte ko maara waise hi wah bhaag gya
4) jo aaurat wahan baithi hain wh meri maa hain
5) hitler jo bahut nirdayi tha mara gya
6) maine school se mila homework kar liya
7) mere ghar ke samne jo ghar hai wo pandit ka hai
8) Shayam ne wo gadi kharidi jo uske mitr ki th
9) usne wo vastr phne jo uski maa ne diye the
10) whusne ,swasht rhne ke liye, yog kiya

hope this will help you.
Brainlist it if it helps you.
follow me for help on brainly
Similar questions