Kya manushya ke liye krodh ka aana zaroori hai? Apne vichaar likhiye??........plzz guys help me
Answers
Answered by
1
nhi manushya k liye krodh ka aana jaroori nhi. ydi manushya krodh krta h to uske kai kaam bigd jate h whi agr aapse koi naraz h aur wo apko kuch bolta h to aapko krodh me nhi aana chahiye blki kudh ko shaant rkhna chahiye aur unko smjhane ki kosis krni chahiye.
kyyunki gussa sirf kam bigadta h banate nhi. whi pyaar sbko aapas me jode rkhta hai aur sbse hamara rista mazboot krta h.
kyyunki gussa sirf kam bigadta h banate nhi. whi pyaar sbko aapas me jode rkhta hai aur sbse hamara rista mazboot krta h.
Anonymous:
Thanks yarr
Similar questions