Hindi, asked by DhruvkundraiMessi, 1 year ago

lakh ka nirman in hindi please answer properly

Answers

Answered by MrPerfect0007
9
HIII DEAR..

LAKH ...

☆ LAKH ka naam lakh isliye h q k ye hajaro lakho kido se bni h..

☆ mtlab k ye hi ek Ral ( liquid ) h jo prakrtik h baki sb RaaL kartrim h.

☆ or ye hmare liye Parkrti ka ek uphaar b h.

☆ LAKH JIN KITO SE PEDA HOTI H YA JO KIDE RAAL PEDA KARTE H WO BAHUT SUKSHM( chhote) HOTE H.

☆ ye keede hme apne sareer se lakh utpann kr ke Hmari aarthik sathiti ko majboti pardaan karte h.

☆ lakh ka vegyaniK naam LESIFAR H.

☆ jin kito se lakh utpnn hoti h unhe lesifar lacca kahte h .

☆ ye keet cocsidy kool( vansaj) k hote h.

☆ khatmal or lesifar ek hi kool k andr samilit h yani k ek hi vansaj k keet h.

☆ lakh utpadan krne wale keet kuchh hi pedo pr paye jate h . jo jyada tar BHARAT THAILENFD BARMA ME multe h

☆ lakh nirman k liye pedo ki achhi fasal teyyar ki jati h jinhe kat chhant kr lakh k kide ke rahne yogye bnaya jata h.

☆ lakh kee do phasalen hain

1 ek ko katkee-agahinee kahate hain aur

hain aur

11 . doosare ko byaasakhee-jethaveen kahate hain.

☆ kaartik, agahan, baashaakh aur jeth meson mein kachchee laakh jama kie jaane ke kaaran phasalon ke upareekuted naam pade hain.

☆ jun-july mein katkee-agunee kee phasal ke lie aur aktoobar navambar mein baisaakhee-jethavee phasalon ke lie laakh beej baithae jaate hain.

☆ ek ped ke lie laakh beej do ser se das ser tak lagate hain aur kachcha laakh beej se dhaee guna se teen guna tak praapt hota hai.

☆ agabhanee aur jethavee phasalon se praapt kachcha laakh ko "kusuma laakh" aur kaartik aur baasaakh kee phasalon se praapt kachcha laakh ko "rangeenee laakh" kahate hain. adhik laakh ranginee laakh se praapt hota hai, yadyapi kismi laakh se praapt laakhon shreshth gunon kee hai.

☆laakh kee phasal "eree" ho sakata hai, ya "phankakee" keeton ka poa chhodane se pahale agar laakhavaalee tahanee kaatakar use laakh praapt kiya jaata hai, to us laakh ko "eree" laakh kahate hain.

☆eri laakh mein kuchh jeevit keet, paripakv ya aparipakv avasthaen, rahana keeton ka poa chhodane ke baad jo tahanee katee jaatee hai, usase praapt laakh ko "phankakee" laakh kahate hain.

☆ phunakee laakh mein laakh kee atirikt mrt maada keeton ke avashesh bhee rahate hain.


DHNYEWAD..

AAPKA PRIYE DOST

SRK6


armaanian: but still i will always be in guilt .. i couldn't help uh on time :(
DhruvkundraiMessi: its okkkkkkkkkkkkkkk
DhruvkundraiMessi: sis
armaanian: its not ok bro
armaanian: +_+
DhruvkundraiMessi: it is ok
DhruvkundraiMessi: its
DhruvkundraiMessi: i m not feeling bad
armaanian: but i m feeling bad
DhruvkundraiMessi: its ok
Answered by yokeshgopal3
1

Answer:

I cant understand your question hope the previous would have been enough for you dude

Attachments:
Similar questions