Hindi, asked by emmu3236, 11 months ago

Lakhika ki nani ki aajadi ke aandolan ma kish prakar ki bhagdari hai

Answers

Answered by Deep7893
3
  1. Lekhika ki nani ek sacchi desh bhakt thi , unhonne aazadi ke aandolan me khul kar toh bhag nhi liya kyonki paristhitiyan waisi nhi thi.
  2. unhonne iss bhawan ko mann hi mann panapne diya.
  3. jab unhonne apne aap ko mrityu ke karib paya to tab unhe apni beti ke vivah ki chinta huyi aur tab unhonne apne pati ke mitr Pyaare lal sharma ji se vachan liya ki wo unki beti ka vivah kisi swatantra senani se karwaenge
  4. iss tarha yeh sabit hota hai ki lekhika ki nani apne jamane ki ek alag mahila thi.
Similar questions